Song by LATA MANGESHKAR in the Film
Pukar, the music director is A R Rahman, Lyrics by Majrooh Sultanpuri.
--FEMALE--
Aa jaa ke kab milke rab se dua maange
Jeevan mein sukoon chaahe, chaahat mein
vafa maange
Haalaat badalne main ab der na ho
maalik
Jo de chuke phir yeh andher na ho
maalik
--CHORUS--
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) - 2
--FEMALE--
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) - 2
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka
sama
Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe
insaan
--CHORUS--
Humse na dekha jaaye barbaadiyon ka
sama
Ujdi hui banti mein yeh tadap rahe
insaan
--FEMALE--
Nanhe jismon ke tukde liye khadi hai ek
maa
Baarood ke dhuen mein tu hi bol jaaye
kahan
--CHORUS--
Ek tu hi bharosa
--FEMALE--
Ek tu hi sahaara
--CHORUS--
Is tere jahan mein
--FEMALE--
Nahin koi hamaara
--CHORUS--
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
--FEMALE--
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
Naadaan hain hum to maalik, kyoon di
hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka
zaher bhara
--CHORUS--
Naadaan hain hum to maalik, kyoon di
hamein yeh saza
Yahan hai sabhi ke dil mein nafrat ka
zaher bhara
--FEMALE--
Inhe phir se yaad dila de sabak vohi
pyaar ka
Ban jaaye gulshan phir se kaanton bhari
duniya
Ek tu hi bharosa, ek tu hi sahaara
Is tere jahan mein nahin koi hamaara
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
--CHORUS--
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
--FEMALE--
(Meri pukaar sun le)
--CHORUS--
Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata
--FEMALE--
(Hey eeshwar ya allah)
--CHORUS--
(Eeshwar ya allah, yeh pukaar sun le
Eeshwar ya allah hai daata) - 3
--FEMALE--
(Meri pukaar sun le, meri pukaar sun
le, meri pukaar sun le)
No comments:
Post a Comment